Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGharaonda (1977)
HomeGharaonda (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


do deewane shahar mein do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane inn bhool bhulaiyaa galiyon mein apna bhi koi ghar hoga ambar pe khulegi khidki yaa khidki pe khula ambar hoga inn bhool bhulaiyaa galiyon mein apna bhi koi ghar hoga ambar pe khulegi khidki yaa khidki pe khula ambar hoga asmaani rang ki aankhon mein asmaani yaa aasmaani asmaani rang ki aankhon mein basne ka bahaana dhundhate hain dhundhate hain aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa hooooo ooooo oooooooo jab taare zameen par taare aur zameen par offcourse jab taare zameen par
hmm hmm hmm haaaa haaa haaa haaa haaaa ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein din khaali khaali bartan hai din khaali khaali bartan hai aur raat hai jaise andha kuwaan inn sooni andheri aankhon mein aansoon ki jagah aata hai dhuwaan jeene ki wajah to koi nahin marne ka bahaana dhundhta hai dhundhta hai dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein inn umr se lambi sadkon ko inn umr se lambi sadkon ko manzil pe pahunchte dekha nahin bas daudti phirti rehti hai humne to thaharte dekha nahin iss ajnabi se shahar mein jaana pehchaana dhundhta hai dhundhta hai dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein
tumhen ho na ho mujhko to tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai magar maine ye raaz ab tak na jaana mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai magar maine ye raaz ab tak na jaana ke kyun pyaari lagti hain baatein tumhari main kyun tumse milne ka dhundu bahana kabhi maine chaha tumhen chhoo ke dekhun kabhi maine chaha tumhen paas lana magar phir bhi magar phir bhi iss baat ka to yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai phir bhi jo tum door rehte ho mujhse to rehten hain dil pe udasi ke saaye phir bhi jo tum door rehte ho mujhse to rehten hain dil pe udasi ke saaye koi khaab oonchi makaanon se jhaanke koi khaab baitha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Deewane Shahar Gharaonda (1977) 04:28 13280
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Zarina Wahab
Duration : 04:28   Song Number : 13280   

Ek Akela Iss Shahar Mein Gharaonda (1977) 04:47 20426
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:47   Song Number : 20426   

Tumhen Ho Na Ho Gharaonda (1977) 05:15 21379
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Runa Laila
On Screen Actors- 
Zarina Wahab
Duration : 05:15   Song Number : 21379